Sunday, March 31, 2013

وقت

ہر چیز کا وقت ہوتا ہے ، جب انسان   اورنا سیکھ لیتا ہے ، تو کسی کے پروں کی ضرورت نہیں ہوتی 

وجوہات


  یہ جو  سارے مرد  ہوتے ہیں بے حد خود  گرز ہوتے ہیں، ان کے اپنے ہی  وجوہات  ہوتی ہیں کسی کو پسسند کر نے کے ، اسے  محبت نہیں کہتے

Saturday, March 30, 2013

Meri Ummeedon Ka Hasil, Meri Kaawish Ka Sila

Apne Maazi Ke Tasawwur Se Hiraan See Hoon Main
Apne Guzre Huye Aiyaam Se Nafrat Hai Mujhe

Apni Bekar Tamannaon Pe Sharminda Hoon
Apni Besood Umeedon Pe Nidamat Hai Mujhe

Mere Maazi Ko Andhere Mein Daba Rahne Do
Mera Maazi Meri Zillat Ke Siwa Kuchhbhi Nahin


Meri Ummeedon Ka Hasil, Meri Kaawish Ka Sila
Ek Be Naam Aziyat Ke Siwa Kuchh Bhi Nahin


Kitni Bekar Umeedon Ka Sahara Lekar
Main Ne Aiwan Sajaye thy Kisi Ki Khatir


Kitni Be Rabt Tamannaon Ke Mubham Khake
Apne Khwabon Mein Basye The Kisi Ki Khatir


Mujh Se Ab Meri Mohabbat Ke Fasane Na Kaho
Mujhko Kahnedo Ke Mainne Unhen Chaha Hi Nahin

 

Aur Woh Mast Nigahen Jo Mujhe Bhool Gayeen  
Main Ne Un Mast Nigahon Ko Saraha Hi Nahin

Mujhko Kahne Do Ki Main Aaj Bhi Ji Saktee Hoon
Ishq Nakam Sahi , Zindgi Nakam Nahin


Unko Apnane Ki Khwahish, Unhen Paane Ki Talab
Shauq Bekar Sahi, Saiye Ghum Anjam Nahin


Wohi Kushboo, Wohi Nazrein, Wohi Aariz, Wohi Jism
Mainjo Chahoon To Mujhe Aur Bhi Mil Saktein Hain

Woh Kanwal Jinko Kabhi Un Ke Liye Khilna Tha
Unki Nazron Se Bahut Door Bhi Khil Saktein Hain


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


اپنے ماضی کے تصور سے ہراساں ہوں میں
اپنے گزرے ہوئے ایام سے نفرت ہے مجھے
اپنی بے کار تمناؤں پہ شرمندہ ہوں
اپنی بے سود امیدوں پہ ندامت ہے مجھے
میرے ماضی کو اندھیروں مین دبا رہنے دو
میرا ماضی میری ذلت کے سوا کچھ بھی نہیں
میروں امید کا حاصل، مری کاوش کا صلہ
کتنی بے کار امیدوں کا سہارا لے کر
میں نے ایوان سجائے تھے کسی کی خاطر
کتنی بے ربط تمناؤں کے مبہم خاکے
اپنے خوابوں میں بسائے تھے کسی کی خاطر
مجھ سے اب میری محبت کے فسانے نہ کہو
مجھ کو کہنے دو کہ میں نے انہیں چاہا ہی نہیں
اور وہ مست نگاہیں جو مجھے بھول گئیں
میں نے ان مست نگاہوں کو سراہا ہی نہیں
مجھ کو کہنے دو کہ میں آج بھی جی سکتا ہوں
عشق ناکام سہی، زندگی ناکام نہیں
ان کو اپنانے کی خواہش، انہیں پانے کی طلب
شوقِ بے کار سہی، سعئ غم انجام نہیں
وہ کنول جن کو کبھی ان کے لئے کھلنا تھا
ان کی نظروں سے بہت دور بھی کھل سکتے ہیں
 

Sahil pe khare ho tumhain kya ghum chalay jana


Her Zulam tera yaad hai bhola tu naheen hoon
Aye wada faramoosh main tujhsa tu naheen hoon


Sahil pe khare ho tumhain kya ghum chalay jana
Main doob raha hoon abhi doba tu naheen hoon


Aye wada faramoosh main tujhsa tu naheen hoon
Her Zulam tera yaad hai bhola tu naheen hoon


Chup chap sahi maslehatan wakat k hathoon
Majbor sahi wakat se hara tu naheen hoon


Aye wada faramoosh main tujhsa tu naheen hoon
Her Zulam tera yaad hai bhola tu naheen hoon


Muster kyon mujhay deekhta rehta hai zamana
Deewana sahi un k tamasha tu naheen hoon


Aye wada faramoosh main tujhsa tu naheen hoon
Her Zulam tera yaad hai bhola tu naheen hoon

Zindagi Khaak Na Thi Khaak Ura Kay Guzri

Zindagi Khaak Na Thi Khaak Ura Kay Guzri
Tujh Say Kiya Kehtay Teray Paas Jo Aatay Guzri

Din Jo Guzra Tu Kisi Yaad Ki Ro Mai Guzra
Shaam Aayi Tu Koi Khuwaab Dikhatay Guzri

Tujh Say Kiya Kehtay Teray Paas Jo Aatay Guzri
Acchay Waqton Ki Tamanna Mai Rahi Umar-e-Rawaan

Waqt Aisa Tha Kay Bus Naaz Uthatay Guzri
Tujh Say Kiya Kehtay Teray Paas Jo Aatay Guzri

Raat Kiya Aayi Kay Tanhayi Kay Sargoshi Mai
Ghum Ka Aalam Tha Magar Suntay Sunatay Guzri
Tujh Say Kiya Kehtay Teray Paas Jo Aatay Guzri



زندگی خاک نہ تھی خاک اورا  کے گوزری
تجھ سے کیا کہتے جو تیرے پاسس آتے گوذری
دن جو گونزا تو کسی کی رو میں گوذرا

اچھے وقتوں کی تمنا میں گوزری عمرے رواں
تجھ سے کیا کہتے جو تیرے پاسس آتے گوذری 

Sunday, March 24, 2013

درد کے پھول بڑی دیر میں جا کر نکلے

یار کی شاخ تو جلدی ہی ثمر لے آئی
درد کے پھول بڑی دیر میں جا کر نکلے


.....
 
Main Dushmanon K Kisi Waar Se Nahi Darta
Mujhe To Apne Hi Yaaron Se Khauf Aata Hai,

ماں

جب بھی کشتی مری سیلاب میں آ جاتی ہے
ماں دعا کرتی ہوئی خواب میں آ جاتی ہے

Ragon mai dorte phirne ke hum nahin qayal

Her ek baat pe kahte ho tum ke tu kya hai
Tum he kaho ke ye andaze guftgo kya hai.

Ragon mai dorte phirne ke hum nahin qayal
Jab aankh he se na tapka to wo lahoo kya hai.

Jala hai jism to dil bhi jal gaya hoga
kuredte jo ab raakhe justjoo kya hai.

Rahi na taakte guftaar aur ager ho bhi
To kis umeed pe kahte ho kahte hi aarzo kya hai.

Hua hai sheh ka musahib phire hai itrata
Vagerna shaher main "Ghalib" aabro kya hai

Hota hai shab-o-Roz tamasha mere agay

Bazicha-e-Atfaal hai dunia mere agay
Hota hai shab-o-Roz tamasha mere agay

Mat puch ke kya hal hai mera tere peechey
Tu dakh ke kya rang hai tera mere agay

Imaan mujhe roke hai, to khinche hai mujhe kufr
Ka'aba mere peechey hai to kaleesa mere agay

Go hath ko jumbish nahin, ankhon main to dam hai
Rahne do abhi saghir-o-Mina mere agay